Pages

Subscribe:

Jaana

Jaana

Jaana zindagi se na jaana
Pyar ka yeh khazaana
Loot naa jaayein kahin

Jaana hum rahenge tumhare
Hai jab tak sitare
Hai jab tak zameen

Duniya saari dekar leloon
Main tera pyar, yeh pyar
Saathi ho joh tere jaisa
Kya karna sansaar, sansaar…

Zameen hai kya
Jo tu kahein
Main chaand pe
Tere saath chal raha hoon

Jaana zindagi se na jaana
Pyaar ka ye khazaana
Loot na jaayein kahin

Jaana hum rahenge tumhare
Hai jab tak sitaare
Hai jab zameen

Mere jeevan mein hai tere
Ggeeton ka jhankaar, jhankaar
Tere sang main angaron pe
Chalne ko taiyaar, taiyaar

Tu dur ho.. Hazaar hum..
Tum paas ho..
Toh mujhe har kushi

Jaana zindegi se na jaana
Pyaar ka yeh khazaana
Loot na jaayein kahin

Jaana hum rahenge tumhare
Hai jab jak sitaare
Hai jab jak zameen

0 comments:

Post a Comment